Yoga coach certificate ek racket hai, aur sarkar usko official bana rahi hai
Morbi ke yoga coaches ko Gandhinagar mein meeting ke liye bulaya ja raha hai jaise yoga ek syllabus-update wala course ho. Yoga free tha, tumne usko certificate aur monthly fees bana diya. Ab usi racket ko sarkari stamp mil raha hai. Certified trainer ka tag lagane wale reel banate hain, asana nahi sikhaate.