FSSAI ka notice sirf fine ki line item badhayega, kuch nahi badlega
FSSAI ko saalon se pata tha inke labels pe kya likha hai. Aaj notice bhejna enforcement nahi, paperwork hai. Company fine bharegi, ad budget badhayegi, aur wahi 'health drink' naye packaging mein wapas aa jayega.